Hum chor chale hain mehfil ko,
Yaad aaye kabhi to_mat_rona,
Es_dil_ko tassali de lena,
Ghabraye kabhi to_mat_rona,
Ek_khuwaab sa dekha tha hum ne,
Jb aankh khuli to toot gaya,
Ye Dosti tumhay sapna_ban_kar,
Tarpaye kabhi to mat rona,
Jeewan k safar main tanhai,
Hum ko to na zinda_chhore_gi,
Marne ki khabar A Yaaro !
Mil jaye kabhi to_mat_rona,
Hum_chor chaley hain mehfil ko,
Yaad aaye kabhi to_mat_rona.
Read Full Story